11. Sang jaroori hain badal ka beshaq...
Warna sirf bijaliyon se barish
ka sama nahi banta...
22. Waqt aur aashiq ek hi mizaz ke hain..
Dosti geheri hain samajh ke aage badho
to dono zindagi nark bana dete hain...
33. Mausiki to bass bahana hain...
Ham to isliye peete hain ki koi hamdard
mil jaye
44. Mahaknedo hazaron phoolon ki kyariya...
Chehekno do lakon panchiyon ki
kilkariyaan..
Ye sab bhi raas na aaye
bimar-e-ishq dil ko..
Hamein rizaa paaye so bass yaron ki
yariyaan
55. Dil to hain masoom.. Kamjargh dosti ko ishq
samajh baitha....
Warna ham bhi hote kahi kaamyabi ke
shikhar pe...
66. Kabhi hua karta tha ye hunar-e-khaas...
Aajkal toote dil bhi paida kiya karte
hain kayi shayar galiyon me...
77. Likhkte likhte toot jaaye yah ungliyaan to bhi
kya....
Hamari dastaan bayaan ho paaye yahi
masoom si koshish rahegi...
88. Mohobbat ko kar na badnaam ae nadaan...
Is sajish ko samajh paaye itna kamjargh
tera dil nahi...
99. Hum to the anjaan maqsad-e-zindagi se...
Aapka hone me hi hamari shaqsiyat bani
rahegi...

No comments:
Post a Comment